Roman script

La la la ae aa La la la…

Dooba dooba rehta hoon

Aankhon mein teri

Deewana ban gaya hoon main

Chaahat mein teri (x2)

Abb din guzarte nahin

Raatein kat’ti nahin

Teri tasveer se baat banti nahin

Ho.. aaja…

Koi jaane naa

Pehchaane naa

Yeh hua kaise

Tum aa gaye khwabon mein aise (x2)

Bewafa sun o bewafa

Bewafa naa jaa…

Dooba dooba rehta hoon

Aankhon mein teri

Tum jo mill gaye

Deeye jal gaye

Mere khwabon mein

Ban jao tum mere humsafar (x2)

Bewafa sun o bewafa

Bewafa naa jaa…

Dooba dooba rehta hoon

Aankhon mein teri

Deewana ban gaya hoon main

Chaahat mein teri (x2)

La la la ae aa La la la…

Explore this song