Roman script

Chhod diya woh raasta

Jis raaste se tum the guzre

Chhod diya woh raasta

Jis raaste se tum the guzre

Tod diya woh aaina

Jis aaine mein tera aks dikhe

Main sheher mein tere tha ghairon sa

Mujhe apna koi na mila

Tere lamhon se, mere zakhmon se

Ab toh main door chala

Rukh na kiya unn galiyon ka

Jin galiyon mein teri baatein ho

Chhod diya woh raasta

Jis raaste se tum the guzre

Main tha musafir raah ka teri

Tujh tak mera tha daayra

Main tha musafir raah ka teri

Tujh tak mera tha daayra

Main kabhi tha mehbar tera

Khanabadosh main ab thehra

Khanabadosh main ab thehra..

Chhoota nahin unn phoolon ko

Jin phoolon mein teri khushboo ho

Rooth gaya unn khwaabon se

Jin khaabon mein tera khaab bhi ho

Kuch bhi na paaya maine safar mein

Hoke safar ka main reh gaya

Kuch bhi na paaya maine safar mein

Hoke safar ka main reh gaya

Kaagaz ko boshida ghar tha

Bheegte baarish mein beh gaya

Bheegte baarish mein beh gaya..

Dekhun nahin uss chandani ko

Jis mein ki teri parchhai ho

Door hoon main inn hawaaon se

Yeh hawaa tujhe chhu ke bhi aayi na ho

Chhod Diya (Unplugged) Lyrics:

Jo tere bin khali tha

Woh toh mera hi dil tha

Main thi musaafir raah ki teri

Tujh bin mera tha daayra

Main bhi kabhi thi mehbar teri

Khanabadosh mein ab thehri

Khanabadosh mein ab thehri

Chhuti nahin unn phoolon ko

Jin phoolon mein teri khushboo na ho

Rooth gayi unn khwabon se

Jinn khwabon mein tera khwab na ho

Main sheher mein tere thi ghairon si

Mujhe apna koi na mila

Tere lamhon se, mere zakhmon se

Ab toh main door chala

Chhod diya woh raasta

Jis raaste se tum the guzre

Tod diya woh aaina

Jis aaine mein tera aks dikhe

हिंदी में गीत

छोड़ दिया वो रास्ता

जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे

छोड़ दिया वो रास्ता

जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे

तोड़ दिया वो आईना

जिस आईने में तेरा अक्स दिखे

मैं शहर में तेरे था गैरों सा

मुझे अपना कोई ना मिला

तेरे लम्हों से

मेरे ज़ख्मों से

अब तो मैं दूर चला

रुख ना क्या उन गलियों का

जिन गलियों में तेरी बातें हो

छोड़ दिया वो रास्ता

जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे

मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी

तुझ तक मेरा था दायरा

मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी

तुझ तक मेरा था दायरा

मैं भी कभी था महबर तेरा

खानाबदोश मैं अब ठहरा

खानाबदोश मैं अब ठहरा

छूता नहीं उन फूलों को

जिन फूलों में तेरी खुशबू हो

रूठ गया उन ख़्वाबों से

जिन ख़्वाबों में तेरा ख़्वाब भी हो

कुछ भी न पाया मैंने सफ़र में

होके सफर का मैं रेह गया

कुछ भी न पाया मैंने सफर में

हो के सफ़र का मैं रह गया

कागज़ का बोशीदा घर था

भींगते बारिश में बेह गया

भींगते बारिश में बेह गया

देखूं नहीं उस चांदनी को

जिस में के तेरी परछाई हो

दूर हूँ मैं इन हवाओं से

ये हवा तुझे छू के भी आयी न हो

Explore this song