Roman script

Oho… chalo koi gal nai

Oho… chalo koi gal nai

Zindagi ki road pe life ka load hai

Koi gal nai (Chalo koi gal nai)

Hod mein duniya ya duniya mein hod hai

Koi gal nai (Chalo koi gal nai) [x2]

Ho bikhar pade sab sapne hain

Ghair bhi apno se apne hain

Laakhon ki hai kismat apni

Par lafde karod hain koi gal nai

Chalo koi gal nai gal nai gal nai…

(Chalo koi gal nai)

Chalo koi gal nai gal nai gal nai…

(Chalo koi gal nai)

Zindagi ki road pe life ka load hai

Koi gal nai (Chalo koi gal nai)

Hod mein duniya ya duniya mein hod hai

Koi gal nai (Chalo koi gal nai)

Aa jao tumko sunaye hum kahaani ek chidiya ki

Jab udi phurrr se wo toh

Hui aisi taisi duniya ki, duniya ki

Raaite phail gaye, Raaite phail gaye

Raaite phail gaye, Raaite phail gaye!

Aa jao tumko sunaye hum kahaani ek chidiya ki

Ch ch chidiya ki

Jab udi phurrr se wo toh

Hui aisi taisi duniya ki, duniya ki

Ow rastaa bhale anjaana hai

Door bahut usey jaana hai

Seedhi seedhi lagti hai sun’ne mein story

Par story mein mod hai

Koi gal nahi

Chalo koi gal nai gal nai gal nai…

(Chalo koi gal nai)

Chalo koi gal nai gal nai gal nai…

(Chalo koi gal nai)

Out of all those riddles

You got know

That life has not given you chances

That you get to blow

So go out there and risk it

Like you some kind of wiz kid

Just fix it or mix it

Don’t get down till you pull up the show

…

Jo likha hai teri kismat mein

Woh hunda reh jayega

Yunhi phirega kalla

Teri kaun sunega gallan

Ik baar toh bol de halla

Teri mushkil ka koi hal nahi

Toh kaake koi gal nai

Mere khayal mein pyare

Laakhon ka koi sawaal hai, sawaal hai

Nikaale tu sawaal ko khayal se toh

Tu kamaal hai, kamaal hai

Bheje pakk gaye, Bheje pakk gaye

Bheje pakk gaye, Bheje pakk gaye!

Mere khayal mein pyare

Laakhon ka koi sawaal hai

Ss ss sawaal hai

Nikaale tu sawaal ko khayal se toh

Tu kamaal hai, kamaal hai

Khel naseeb ka kaisa hai

Akal se bada kyun bhainsa

Akal ladaayein ya bhainsa bhagayein

Haaye kaisi yeh daud hai

Koi gal nai

Chalo koi gal nai gal nai gal nai…

(Chalo koi gal nai)

Chalo koi gal nai gal nai gal nai…

(Chalo koi gal nai)

Zindagi ki road pe life ka load hai

Koi gal nai (Chalo koi gal nai)

Haaye hod mein duniya ya duniya mein hod hai

Koi gal nai (Chalo koi gal nai)

Explore this song