Roman script

Chota sa fasana

Kisi ko pata na

Isey kya sunana

Chal pade hain jo hum

Ab kaisa bahaana

Isey hai nibhaana

Ye safar hai nayaa

Kya se kya ho gaya

Aage kya hai aana

Bekhabar main yahaan

Befikar hai jahaan

Kisey kya bataana

Ki dil mera (ho..) hai banjaara (ho..)

Par man phir bhi (ho..) yeh maane na…

Khuli aankhein dekhe

Manzar nayaa sa hai

Dekho raahein pooche

Manzil meri kaha hai

Ho pata laapata

Kisi ko kya pataa

Ki mujhe jaana hai kahaan?

Iss safar ki wajah

Hai yeh farz yaa sazaa

Yeh maine jaana hai kahaan?

Ki dil mera (ho..) hai banjaara (ho..)

Par man phir bhi (ho..) yeh maane na…

Explore this song