Roman script
Phurr phurr phurrr se uddi Aankhon ko na khabar padi Phurr phurr phurrr se uddi Aankhon ko na khabar padi Ziddi besabar badi Phirti yeh gali woh gali Haule haule sab hoga Phir kyun jhuke hausla Manzil legi khud hi bula… Phir kya hai gham! Hey hey… ho! ho! (x4) Haule haule sab hoga Phir kyun jhuke hausla Manzil legi khud hi bula… Phir kya hai gham! Dhupp dhupp dhupp dhadke dil Pooche hoga kya sab haasil Thapp thapp thapki de Raahi na ho bedil Haule haule sab hoga Phir kyun jhuke hausla Manzil legi khud hi bula… Phir kya hai gham! Pairon mein gaate taraane Safar ke maange ye bahaane Kona kona chappa chappa Milon tak aahat pehchaane Aadhe pe na sabar gawaana Dagar woh baaki tujhe pukaare Jaadugar to ye rasta hai Ek band dooja khulta hai Phir kya hai gham! Hey hey… ho! ho! (x4) Phir kya hai gham!
Song details
- Singer: Shilpa Rao
- Film / album: Hichki
- Composer: Jasleen Royal
- Lyricist: Aditya Sharma
- Lyricist: Neeraj Rajawat
Song video
lyricist: Aditya Sharma, Neeraj Rajawat
director: Siddharth P Malhotra
language: Hindi
music label: YRF Music