Roman script

Aaye haaye…

Oye hoye…

Haaye… ho ho ho

Aha aha ahaa!

Rampuri ek chaaku jigar ke paar gayi

Sumdi me bhole balam ka banta dhaar kar gayi

Ghair ki baahon mein…

Raat kaali kar gayi

Aur jaate jaate teri

Tijori khaali kar gayi

Bewafa beauty, aaye haaye!

Ishq mein cheating kar gayi

Bewafa beauty, aaye haaye!

Ishq mein cheating kar gayi

Dilruba jhooti, haaye haaye

Ishq mein cheating kar gayi

Kul mila ke saiyan ji ke

Achhe sanskar thhe

Sajaniya ke lakshan lekin

Thode tadi-paar thhe

Aadmi tha kaam ka tu

Tujhe bekaar kar gayi

Khamakha mein tujhe

blood pressure ka beemar kar gayi

Ghair ki baahon mein…

Raat kaali kar gayi

Aur jaate jaate teri

Tijori khaali kar gayi

Bewafa beauty, haaye…

Ishq mein cheating kar gayi

Bewafa beauty, aaye haaye!

Ishq mein cheating kar gayi

Dilruba jhooti, haaye haaye

Ishq mein cheating kar gayi

Explore this song