Roman script
Aasmaan sitaaron se chhalakne laga Chand saa tu jo mujhme chamakne laga (x2) Rahoon tere yoon paas main Banu tera ehsaas main Yaar jee loon aa teri har saans main Shaam saa tu dhalta Tu subah saa hai nikalta Tere saaye mein chalta Main hoon saath tere Main hoon saath tere Hai yehi iraada Tujhe chaahun khud se zyada Dil se hai yeh waada Main hoon saath tere (x4) Seene mein tere pyaar ki Udti hai patange Udke yoon hawa mein tera Main aanchal huaa… O bheega hoon tere saath main Baarishon mein teri Bikhri jo teri zulf toh Main baadal huaa Teri kaali aankhein Mere khwaab ka hai dariya Main utar ke inmein kho gaya Hai yehi iraada Tujhe chaahun khud se zyada Dil se hai yeh vaada Main hoon saath tere (x4) Tere hi liye raat bhi Din bhi main guzaarun Soye tu tujhe raat bhar main dekha karoon Mujhme tu kuch iss tarah se Ho gaya hai shaamil Tere bin chalun bheed mein Toh tanha lagun Aaina ho koyi Nazar aaye mujhko tu hi Main bhi tera chehra ho gaya Hai yehi iraada Tujhe chaahun khud se zyada Dil se hai yeh vaada Main hoon saath tere (x4)
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: Shaadi Mein Zaroor Aana
- Composer: Kaushik-Akash-Guddu (JAM8)
- Lyricist: Shakeel Azmi
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
lyricist: Shakeel Azmi, Kunaal Vermaa
cast: Rajkummar Rao, Kriti Kharbanda
language: Hindi
music label: Zee Music Company