Roman script
Khaali hai jo tere bina Main woh ghar hoon tera (x2) Ghoomein phire… Tu chaahe sab shehar Tu hai mera… (x2) Khaali hai jo tere bina Main woh ghar hoon tera (x2) Mujhpe kabse likha hua Tera hi naam hai Mujhme jo hai mera Sabhi tera hi naam hai Chaahat bhi tu meri Aur haq bhi hai mera (x2) Khaali hai jo tere bina Main woh ghar hoon tera (x2) Na na… O humse jaane kyun bewajah Jalte hain faasley Milna tere gale par mill rahe ye gale Aaja mita ye jo hai faasla tera mera Aaja mita ye jo hai faasla tera mera Khaali hai jo tere bina Main woh ghar hoon tera (x2) – Irshad Kamil
Song details
- Singer: Nikhita Gandhi
- Singer: Mohit Chauhan
- Film / album: Jab Harry Met Sejal
- Composer: Pritam
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
singer: Nikhita Gandhi, Mohit Chauhan
language: Hindi
film directed: Imtiaz Ali
music label: Sony Music India