Roman script

Tu jo nazron ke saamne kal hoga nahin

Tujhko dekhe bin

Main marr na jaaun kahin

Tujhko bhool jaaun kaise

Maane na manaau kaise

Tu bata…?

Ho.. Jogiya jog laga ke

Wakhra rog laga ke

Ishq ki dhooni roz jalaaye

Uthta dhuaan to kaise chupaaye

Mann mast magan

Mann mast magan

Bas tera naam dohraaye

Chaahe bhi toh bhool na paaye

Mann mast magan

Mann mast magan

Bas tera naam dohraaye

Odh ke dhaani preet ki chaadar

Aaya tere shehar mein Ranjha tera

Duniya zamaana jhootha fasaana

Jeene marne ka waada saancha mera

Khudko main hasaaun kaise

Maane na manaaun kaise tu bata

Roke naa ruke naina

Teri ore hai inhe to rehna

Akhiyan kare jee hazoori

Maange hai teri manzoori

Haye… kajra sihaayi

Dinn rang jaaye

Teri kastoori rain jagaaye

Mann mast magan

Mann mast magan

Bas tera naam dohraaye

Mann mast magan

Mann mast magan

Bas tera naam dohraaye

Chahe bhi to bhool na paaye

Mann mast magan

Mann mast magan

Bas tera naam dohraaye

Explore this song