Roman script

Tum mere ho iss pal mere ho

Kal shayad yeh aalam na rahe

Kuch aisa ho tum tum na raho

Kuch aisa ho hum, hum na rahein…

Yeh raaste alag ho jaaye

Chalte chalte hum kho jaayein…

Main phir bhi tumko chahunga… (x4)

Iss chahat mein marr jaaunga

Main phir bhi tumko chahunga

Meri jaan main har khamoshi mein

Tere pyaar ke naghme gaaunga

mmm…

Main phir bhi tumko chahoonga

Main phir bhi tumko chahoonga

Iss chaahat mein mar jaaunga

Main phir bhi tumko chahunga

Aise zaroori ho mujhko tum

Jaise hawayein saanson ko

Aise talashun main tumko

Jaise ki pair zameeno ko

Hasna ya rona ho mujhe

Paagal sa dhoondhu main tumhe

Kal mujhse mohabbat ho na ho

Kal mujhko ijaazat ho na ho

Toote dil ke tukde lekar

Tere darr pe hi reh jaaunga

mmm…

Main phir bhi tumko chahunga

Main phir bhi tumko chahunga

Iss chahat mein mar jaaunga

Main phir bhi tumko chaahunga

Tum yun miley ho jabse mujhe

Aur sunehari main lagti hoon

Sirf labon se nahi ab toh

Poore badan se hansti hoon

Mere din raat salone se

Sab hain tere hi hone se

Yeh saath hamesha hoga nahin

Tum aur kahin main aur kahin

Lekin jab yaad karoge tum

Main banke hawaa aa jaaunga

O…

Main phir bhi tumko chahunga

Main phir bhi tumko chahunga

Iss chahat mein marr jaunga

Main phir bhi tumko chahunga

Main phir bhi tumko chaahunga (x4)

हिंदी में गीत

तुम मेरे हो इस पल मेरे हो

कल शायद यह आलम ना रहे

कुछ ऐसा हो तुम तुम ना रहो

कुछ ऐसा हो हम, हम ना रहें…

यह रास्ते अलग हो जाएँ

चलते चलते हम खो जाएँ…

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा… (x4)

इस चाहत में मर जाऊँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

मेरी जान मैं हर ख़ामोशी में

तेरे प्यार के नग़में गाऊँगा… म्म…

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

इस चाहत में मर जाऊँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

ऐसे ज़रूरी हो मुझको तुम

जैसे हवाएँ साँसों को

ऐसे तलाशूँ मैं तुमको

जैसे कि पैर ज़मीनो को

हँसना या रोना हो मुझे

पागल सा ढूँढूँ मैं तुम्हे

कल मुझसे मोहब्बत हो ना हो

कल मुझको इजाज़त हो ना हो

टूटे दिल के टुकड़े लेकर

तेरे दर पे ही रह जाऊँगा… म्म…

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

इस चाहत में मर जाऊँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

तुम यूँ मिले हो जबसे मुझे

और सुनहरी मैं लगती हूँ

सिर्फ़ लबों से नहीं अब तो

पूरे बदन से हँसती हूँ

मेरे दिन रात सलोने से

सब है तेरे ही होने से

यह साथ हमेशा होगा नहीं

तुम और कहीं मैं और कहीं

लेकिन जब याद करोगे तुम

मैं बनके हवा आ जाऊँगा

ओ…

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

इस चाहत में मर जाऊँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा

मैं फिर भी तुमको चाहूँगा (x4)

Explore this song