Roman script
Rafa dafa saari duniya ko karke Maza vaza karlo, maza vaza karlo Rafa dafa sufi bandon ko karke Nasha vasha karlo, nasha vasha karlo (x2) Raatein lambi hone lagi hain raatein Crazy hone lagi hain baatein Chal kuch toh kare dono limit ke Bahar jaake hum! Haan.. karne laga hai badmasiyan Ke dil hua besharam, baby besharam Let’s do ai ai ai… aiyyashiyan Ke dil hua besharam, baby besharam (x2) Besharam, baby besharam Besharam, baby be… Besharam, baby besharam Besharam, baby besharam Thoda sa bigadne mein Bolo na kya harz hai Hum dono bhi matlabi hain Dil bhi khudgarz hai Khulke milne julne mein Duniya ko aitraaz hai Phir bhi raaton ko milne se Dil nahi aata baaz hai (x2) Hosh na aaye when you see me.. Sabko bhulake Ek duje mein khoye rahe hum Haye.. Karne laga hai badmasiyan Ke dil hua besharam, baby besharam Let’s do ai ai ai… aiyyashiyan Ke dil hua besharam, baby besharam (x2)
Song details
- Singer: Aditi Singh Sharma
- Film / album: Naam Shabana
- Composer: Meet Bros
- Lyricist: Kumaar
language: Hindi