Roman script
Khudgarz hain teri yeh sab khwahishein Karta hai dil ye tujhse guzarishein Ab tu badal na lena tere raaste Ishq se bhi tujhe ishq zyada karun Mujhme tera hi toh jee raha hai junoon Aur kya ab main tujhse kahun Seedha saadha dil seedha saadha Mera kam hai tera zyada (x2) Sunta hai dil mera Tune jo baatein kahin Ho.. baatein ye teri Main maanu ya maanu nahi Tune sapne mujhko jo diye hain Tu hi ab dena inko mazilein.. Ik tere vaaste ye jahaan chhod doon Saari saanein meri tujhse hi jod loon Aur kya ab main tujhse kahun Sidha sadha dil sidha sadha Mera kam hai tera zyada (x2)
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Commando 2
- Composer: Mannan Shaah
- Lyricist: Kumaar
language: Hindi