Roman script

Jee lein zara (x4)
Jee lein..
10 din hain 10 raatein
Ik lamha sau baatein
Chalte rahein jahaan talak
Raste chalein hain aur falak
10 din ki hain 10 raatein
Jee lein zara (x4)
O… bichad bhi gaye
Toh bhi kya hai
Tera dard toh saath hoga
‘gar aa gaye aansu
Toh kya mera chehra
Toh yaad hoga
Toh yaad hoga
Jee lein zara (x4)
Jee lein..
10 din hain 10 raatein
Ik lamha sau baatein
Chalte rahein jahaan talak
Raste chalein hain aur falak
10 din ki hain 10 raatein
Jee lein zara (x4)
Jee lein…

Song details

Song video

Watch on YouTube

cast: Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor

language: Hindi

music label: Sony Music India