Roman script
Baat bas se nikal chali hai Dil ki haalat sambhal chali hai Ab junoon had se badh chala hai Ab tabiyat behaal chali hai Yunhi pehlu mein baithe raho Yunhi pehlu mein baithe raho Aaj jaane ki… Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Laakh paigaam ho gaye hain Jab saba ek pal chali hai Jaao ab so raho sitaaron Dard ki raat ab dhal chali hai Yunhi pehlu mein baithe raho Yunhi pehlu mein baithe raho Aaj jaane ki… Aaj jane ki zid na karo Aaj jane ki zid na karo Zid na karo… Zid na, zid na karo Zid na, zid na karo Zid na karo… Zid na, zid na karo Haaye mar jaayenge Hum toh lutt jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zidd na karo Aaj jaane ki zidd na karo
Song details
- Singer: Shilpa Rao
- Film / album: Ae Dil Hai Mushkil
- Composer: Pritam
- Lyricist: Fayyaz Hashmi
- Lyricist: Faiz Ahmed “Faiz”
Song video
lyricist: Fayyaz Hashmi, Faiz Ahmed “Faiz”
cast: Aishwarya Rai, Ranbir Kapoor
language: Hindi
music label: EMI Pakistan, Sony Music India