Roman script

Aakash de paar ab kuch nahi

Aakash te tu aur main..

Ta na na, na na

Ta na na, na na.. ho… (x2)

Teen gawah hain ishq ke

Ik Rab hai, Ek Tu.. aur Main

Sun zara kis liye goonjti hai zameen (ho..)

Aasmaan daastaan sun raha hai kahin (ho..)

Teen gawah hain ishq ke

Ik Rab hai, Ek tu.. aur Main

Ta na na, na na…

Aasmaan khol ke dekhne do

Uss taraf shayad ek aur bhi ho

Chal na Rab koi raah na dekhta ho…

Rooh ko rooh se judne de

Ishq ki khushboo udne de

Khwaab tha khwaab hai

Khwaab mein rehne do

Aasmaan daastaan sun raha hai kahin (ho..)

Teen gawah hain ishq ke

Ik Rab hai, Ek tu.. aur Main (x2)

– Gulzar

Explore this song