Roman script

Heerey moti main na chahun

Main toh chahun sangam tera

Main toh teri…

Saiyaan tu hai mera

Saiyaan, saiyaan…

Tu jo chhu le pyaar se

Aaraam se mar jaaun

Aaja chanda baahon mein

Tujhme hi ghum ho jaaun main

Tere naam mein kho jaaun

Saiyaan, saiyaan…

Mere dil khushi se jhoome gaaye raatein

O.. pal pal mujhe doobaye jaate jaate

Tujhe jeet jeet haarun

Yeh praan praan waarun

Haaye aise main niharun

Teri aarti utaaru

Tere naam se jude hain saare naate

Saiyaan, saiyaan…

Banke maala prem ki

Tere tan pe jhar jhar jaaun

Baithu naiyan preet ki

Sansaar se har jaaun main

Tere pyaar se tar jaaun

Saiyaan… saiyaan… (x3)

Explore this song