Roman script
Tumpe karne laga yaqeen Dil jo dil tha mera kabhi Ek zara tum jo sang chale Ho gaya mujhse ajnabi Bepanah tum ko chahe Khwabon mein tum ko laaye Dil na ye baaz aaye mera meherbaan (x2) Bekhabar bekhabar huve Hum toh saare jahaan se Aankhon mein tumko moond ke Baithe hai itminaan se Saanwali dhoop mein chale Hum tumhare saaye tale Palkon ki surme-daani me Ab toh armaan yahin pale Bepanah tumko chahe Khwaabon mein tum ko laaye Dil na ye baaz aaye mera, meherbaan Nayi nayi dhun mein Dabe dabe sur mein Khamoshi karti hai shor yeh Bole na kuch bole Kisi ko haule haule Chahe re mann mera chori Chain kyun beqarari ko Bin tumhare bhala mile Paas aao pighalne do Katra katra yeh faasla Nayi nayi dhun mein Dabe dabe sur mein Khamoshi karti hai shor yeh Bole na kuch bole Kisi ko haule haule Chahe re mann mera chori Laayi rang zindagi naye Aaj andekhe anchhuey Odh ke rang tumhara yeh Bas tumhare lo hum huey Bepanhaa tum ko chahe Khwaabon mein tu ko laaye Dil na yeh baaz mera meherbaan (x2)
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Babuji Ek Ticket Bambai
- Composer: Altaaf Sayyed
- Lyricist: Altaaf Sayyed
singer: Mohit Chauhan, Palak Muchhal
language: Hindi