Roman script
Main gapp na koi maarun Naa baat bolunga kacchi 2-3 saal se mujhko Tu lagi laagne acchi, o hoo hoo… O.. main gapp na koi maarun Jo baat bolungi sachi Main nakhreeli si chori Hoon saath hi tere acchi, oo… Tu jaan hai sachi muchi O baat ansuni hai Pyar se buni hai Aaj doguni hai aarzu.. Ye khwaab hain chahatein Ya mere dil ki aawazein Jaanti hai tu Tere kehne se li maine parvazein (x2) Main gapp na koi maarun Jo baat bolungi sachi Main nakhreeli si chori Hoon saath hi tere acchi, oo oo oo… Tu jaan hai sachi muchi Leja wahan tera ho jahaan pe jahaan Maine ye de di hai zubaan Chalta jaaunga.. Subah ko main laaunga honthon pe hansi Shaamon ko baaton mein teri dhalta jaaunga Main rajj ke chaahun tujhko Le ishq mein teri nachi Main chhad akal ki baatein Phir aaj ho gayi bacchi, oo oo oo… Tu jaan hai sachi muchi O baat ansuni hai Pyar se buni hai Aaj doguni hai aarzu.. Ye khwaab hain chahatein Ya mere dil ki aawazein Jaanti hai tu Tere kehne se li maine parvazein (x2)
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Singer: Harshdeep Kaur
- Film / album: Sultan
- Composer: Vishal-Shekhar
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
singer: Mohit Chauhan, Harshdeep Kaur
language: Hindi
music label: YRF Music