Roman script
Ankhiyaan ne ankhiyaan nu Rabb jaane kyun diye faasley (x2) Rondiyan ne chham chham karke Teri yaadon mein marke (x2) Bhul gayi’aan jindri de raaste Ankhiyan ne ankhiyan nu Rabb jaane kyun diye faasley (x2) Duniya ki bheed mein main tanha si ho gayi Paakar jo tujhko khoya Khud hi main kho gayo (x2) Kya bataun tere bin Kajal se hai yeh din Taare bhi bujhe bujhe hain raat mein Ankhiyan ne ankhiyan nu Rabb jaane kyun diye faasley (x2) Raahon mein baithe baithe Nain pathra gaye Khushiyon ke honthon pe Dard kaise aa gaye (x2) Sapne jo roothe roothe Jud ke jo dil hai toote Tooti hain lakeere bhi ye haath mein Ankhiyaan ne ankhiyaan nu Rabb jaane kyun diye faasley (x2)
Song details
- Singer: Kanika Kapoor
- Film / album: Do Lafzon Ki Kahani
- Composer: Arjunna Harjaie
- Lyricist: Kumaar
language: Hindi