TUJHKO MEIN LYRICS – 1920 LONDON | SHAAN

Singers: Shaan
Lyrics: Azim Shirazi
Music: Sharib-Toshi
Music Label: T-Series

Tujhko Mein Lyrics





Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah (x2)

Duniya tu meri
Tujh bin main hoon bewajah
Rehta hoon tujhme
Ehsaas toh kar zara

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah

Dekhun kabhi na main khwab aisa
Jisme tu na ho kasam se ba-khuda
Shamil hai mujhme tu iss tarah se
Honthon pe jaise rahe koi duaa

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah (x2)

Palkon ka meri tu hai sitara
Tujhme basa hai ye dil, ye rooh, ye jaan
Tune labon se jo chhu liya toh
Main jee utha hoon yakeen kar mera

Tujhko mein aankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah (x2)