Singer: Ashok Kumar
Music: Saraswati Devi
Lyricist: J S Kashyap
Director: Franz Osten
Producer: Himansu Rai
Star Cast: DEvika Rani,Ashok Kumar
Movie/Album: Jeevan Naiya (1936)
koi humdum na rahaa
koi sahaaraa na rahaa
koi humdum na rahaa
koi sahaaraa na rahaa
hum kisi ke na rahey
koi hamaaraa na rahaa
hum kisi ke na rahey
koi hamaaraa na rahaa
mil gaye khaak mein jab
hasrat aur armaan dil ke
apni aahon ke ilaawaa
koi chaaraa na rahaa
koi humdum na rahaa
koi sahaaraa na rahaa
kaisa waada hai wo ab
hijr ki khwaahish hai tumhen
ab na wo sang rahaa
ab wo sahaaraa na rahaa
koi humdum na rahaa
koi sahaaraa na rahaa.