Kitaab E Dard Me Likha Mere Gam Ka Fasana Hai Lyrics

Singer: Akbar Khan Durrani Peshawari
Music: Mushtaq Hussain
Lyricist: Munshi Aziz
Director: A R Kardar
Film Cast: Gul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V Pahelwan, Nawab, Atha
Movie/Album: Sultana (1934)

kitab-e-dard me likha mere gam ka fasana hai
ba-kur-e-yaas-o-hasrat se bhara dil ka khazana hai
kitab-e-dard me li

na ek lamha aa bhi ja laya kabhi is dar-e-faani me
na ek lamha aa bhi ja laya kabhi is dar-e-faani me
mila mauka jise mujhko banata wo nishana hai
kitab-e-dard me likha mere gam ka fasana hai
ba-kur-e-yaas-o-has

ummede mit mit gayi sari falak ki ye bhi garibi se hai
ummede mit mit gayi sari falak ki ye bhi garibi se hai
jise apna samjhta tha hua wo bhi begana hai
kitab-e-dard me likha mere gam ka fasana hai
kitab-e-dard me likha