Abb Mai Kah Karu Kit Jau Lyrics

Singer: Kundan Lal Saigal
Music: Pankaj Mullick
Lyricist: Pandit Sudarshan
Director: Nitin Bose
Film Cast: K L Sehgal, Kamlesh Kumari, Uma Devi, K C Dey, Nimmo, Nawab, Jagdish Sethi, Bhika Ram Kapoor, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Prithviraj Kapoor.
Movie/Album: Dharti Mata (1938)

abb mai kah karu kit jau mai kah karu kit jau - (2)

chhut gaya -3 sab sath sahara, apne bhee kar gaye kinara
chhut gaya sab sath sahara, apne bhee kar gaye kinara
ik bajee me sab kuchh hara, aasha haree himmat haree
abb kya danv lagau, mai kah karu kit jau
abb mai kah karu kit jau, mai kah karu kit jau
jo paudha sincha murajhaya tut gaya jo mahal banaya - (2)
bujh gaya jo bhee diya jalaya, man andhiyara jag andhiyara
jyot kaha se lau mai, kah karu kit jau