Zindagi Kaa Saaz Bhi Kyaa Saaz Hai Lyrics

Singer: Naseem Bano
Music: Mir Saheb
Lyricist: Kamal Amrohi
Director: Sohrab Modi
Producer: Sohrab Modi
Star Cast:  Sohrab Modi, Naseem Banoo, Sheela, Chandra Mohan, Sardar Akhtar.
Movie/Album: Pukaar (1939)

zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be aawaaz hai

koi nagmaa hai na koi saaz hai
koi nagmaa hai na koi saaz hai
ek teri aur ek meri aawaaz hai
ek teri aur ek meri aawaaz hai
zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be aawaaz hai

lay na tute zindagi ke saaz ki
lay na tute zindagi ke saaz ki
zindagi aawaaz hi aawaaz hai
zindagi aawaaz hi aawaaz hai
zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be aawaaz hai
baj rahaa hai aur be aawaaz hai