Director: Franz Osten
Album/movie: Achhut Kanya (1936)
star cast: Ashok Kumar, Devika Rani, Kamta Prasad, Kishori Lal, Mumtaz Ali, Sunita Devi
Dhire Baho Nadiya Lyrics
dhire baho nadiya dhire baho hame utaran par

kahe ki tori naiya re aur kahe ki patawar

kaunhau tora naiya khiwaiya re kaunhau utaran par
dhire baho nadiya dhire baho hame utaran par
dhire baho nadiya dhire baho hame utaran par
chhalapat mori naiya re chhalak rahi patawar

saiya mora naiya khiwaiya re hame utaran par