Roman script
Dil akela hai bada Kyun rahoon main tanha Yeh ilteja hai, tujhse meri Adhuri zindagi hai Tu karde muqammal Adhuri zindagi hai Tu karde muqammal (x2) (mukammal means complete) Dil akela hai bada Kyun rahoon main tanha Yeh ilteja hai, tujhse meri Adhuri zindagi hai, Tu karde mukammal Adhuri zindagi hai, Tu karde mukammal (x2) Jab bhi kabhi, falak pe nazar jo gayi Toh socha maine har pal ye hi, tu hai khudaya Musalsal ye hi, chalein hain armaano mein bhi Guftagoo tune jo ki, dil ko rulaya Sajdon mein jab bhi tera hi naam leke Ye ser jhukaya Tere hi asqon mein maine ye kyun Apna hi aks paaya Dil akela hai bada Kyun rahoon main tanha Yeh ilteja hai, tujhse meri Adhuri zindagi hai Tu karde muqammal Adhuri zindagi hai Tu karde muqammal (x2) Aksar yahan mila hai sabko hi dagah Magar mujhko hai mili teri panahein Firta kahan main dar-dar tanha yahan Jo rehti na yun mere sang teri duaayein Maazi ki yaadein jalti hain saath Muskil tujhe bhulana Mujhko ye raatein deti hain zakham Marham mujhe lagana Dil akela hai bada Kyun rahoon main tanha Yeh ilteja hai, tujhse meri Adhuri zindagi hai Tu karde muqammal Adhuri zindagi hai Tu karde muqammal (x2)
Song details
- Singer: Rituraj Mohanty
- Film / album: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer Anjaan
language: Hindi