Roman script
Dil ye ladaku kyun ye lad gaya Kyun ye bhid gaya khud hi se aaj Laakh roka haan toka magar na maane Banke jhonka hawa ka ye udna chaahe Teri hi gali mein mudna ye chahe Akdu jhagdalu naram ho gayaa Dil mein hua ghotala Dil mein hua ghotala Dil mein hua ghotala haaye re (x2) Teri nazar jaaye jidhar Meri nazar rakhe uspe pehra Kar doon main kya saazish koi Dekhe tu jidhar dikhe mera chehra Jahaan tu jaaye main kyu tere piche Piche piche bhatakti rahun Dil mein hua ghotala Dil mein hua ghotala Dil mein hua ghotala haaye re (x2) Maghroor tu, maghroor main Mash’hoor hai tera mera jhagda Phir kya hua pighli kyun main Kar hi diya tune jaadu tagda Tha jo kal tak haan dushman dil ka Aaj kyun mujhko pyara lage Dil mein hua ghotala Dil mein hua ghotala Dil mein hua ghotala, haaye re.. (x3)
Song details
- Singer: Monali Thakur
- Film / album: Saala Khadoos
- Composer: Santhosh Narayanan
- Lyricist: Swanand Kirkire
language: Hindi