Roman script
Tu jo keh de agar to main jeena chhod doon Bin soche ek pal, saans lena chhod doon (x2) Naa rahun, naa jeeun Koi lamha tere bin Zindagi hai thami Tujh mein hi kahin Tu dua hai dua Khwahishon ki dua (x4) Main tera aks hoon Tu jahaan main wahin Main fanaa hoke bhi Jeeunga tujh mein hi Khud se hi hoon judaa Jaanta hai khuda Tu hi tu har jagah Main yahaan main na raha Tu duaa hai duaa Khwahishon ki duaa (x4) Kya huaa, kis liye Faasley darmiyaan Ye bataa ho gayaa Mujhse kya aisa gunaah Dard kyun hai miley Aise ye silsile Aankhein num kyun hui Kyun bhala ye be-rukhi Tu dua hai dua Khwahishon ki dua (x4)
Song details
- Singer: Mohammed Irfan
- Film / album: Ishq Ne Krazy Kiya Re
- Composer: Rishi-Siddharth
- Lyricist: Ravi Basnet
cast: Nishant, Madhurima, Mugdha Godse
language: Hindi