Roman script

Yoon toh zindagi se
Hoti thi mulaqaatein
Pehli baar ki hai
Zindagi ne mujhse baatein
Ajnabi saa ehsaas hai
Har pal ab toh khaas hai
Tum ban gaye jo sathiya
Saathiya..
Khwahishon mein phir se betaabiyan jagi
Hanste hanste hain aankhon mein nami
Hasratein bhi meri karne lagi thagi
Pairon ke neeche se nikli zameen
Ajnabi sa ehsaas hai
Har pal ab toh khaas hai
Tum ban gaye jo sathiya aa..
Saathiya..
Saathiya..

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ankit Tiwari, Mehak Suri

cast: Paoli Dam, Parambrata Chatterjee

language: Hindi

music label: Zee Music Company