Roman script
Dil mein aise theher gaye hain gham Dil mein aise theher gaye hain gham Jaise jangal mein sham ke saaye Jaise jangal mein sham ke saaye Aansoon jo rukne lage Aankhon mein chubhne lage hain Naya dard do koyi to ro lein Dil mein aise theher gaye hain gham Jaise jangal mein shaam ke saaye Jaise jangal mein shaam ke saaye Ajnabi, ajnabi sa lagta hai Koi aansu chala aaye toh Ajnabi, ajnabi sa lagta hai Koi aansu chala aaye Khushkah khushkah rehti hain aankhen Naya dard do koyi to ro lein Dil mein aise theher gaye hain gham Jaise jangal mein sham ke saaye Jaise jangal mein sham ke saaye Jaate jaate seham ke rukk jaaye Mud ke udaas raahon pe Kaise bujhte hue ujalon pe Door tak dhool dhool udd’ti hai
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: Talvar
- Composer: Vishal Bhardwaj
- Lyricist: Gulzar
language: Hindi