Lyrics by Samar Puri
Music Label:

Paa Hi Liya Lyrics


Artwork accompanying Paa Hi Liya Lyrics - Sanam Puri


Tere aane se sab badal gaya
Band tha Aasmaan kho gaya
Ye wada kar liya
Ab nigahon se Tere tera dekhun na subah
Tujhko hun paa hi liya
Ab har din hain  Naya
Kuch bhi kar jaaungaa
Jo tu hain mere paas

Itni jaldi kaise sab ho gaya
Badal gayi meri duniyaa
Ho Tujhko hun paa hi liya
Ab har din hain  Naya
Kuch bhi kar jaaungaa
Jo tu hain mere paas
Paa hi Liya
Ab har din hain  Naya
Kuch bhi kar jaaungaa
Jo tu hain mere paas
Paa hi Liya
Tujhko Paa hi Liya

Explore this song

Song details