Roman script

anjaani raaho mein dhund raha tha
nayi manzil ka pata sab kehete the 
vaha jaana nahi par mera 
dil maana naa kabhi
paas aa jaao ud jaye hum 
dur banke hawa hawa hawa
saath chale sapno mein 
banke hawa hawa hawa
aasamaan mein jhoome 
hum banke hawa hawa hawa
yaha vahaa ab koi rokna sake
ab ye pankh hai khule
karenge vo jo dil kahe
kahenge vo jo dil kahe
karenge vo jo dil kahe paas aajaao
ud jaye hum dur banke hawa hawa hawa
saath chale sapno mein 
banke hawa hawa hawa
aasamaan mein jhoome 
hum banke hawa hawa hawa
yaha vaha hawa hawa hawa hawa

Song details

Song video

Watch on YouTube