Song Title: Khamoshiyan
Star Cast: Ali Fazal, Gurmeet Choudhary and Sapna Pabbi
Music Label: Sony Music

Khamoshiyan Unplugged Lyrics



Artwork accompanying Khamoshiyan Unplugged Lyrics

Kya us gali mein, kabhi tera jaana hua
Jahan se zamane, ko gujre zamana hua
Mera samay toh, wahin pe hai thehra hua
Bataun tumhe kya, mere saath kya kya hua

Hm..
Khamoshiyan, ek raaz hai, seene mein dafan hai kahin
Khamoshiyan, jo paas hai, main tumse kahunga kabhi
Baat loonga main, saath mein tere
Milne toh aao zara

Khamoshiyan, teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan, lipti hui khamoshiyan


Explore this song

Song details