Roman script

Rakh sar tera haath faqira

Raahon ka tu hi wazira

Karde pathar bhi heera ho.. (x2)

Chhu ke haathon ki laqeerein

Badli tune taqdeerein

Tu hai koi Peer faqira ho..

Ho shaan mein shaan mein chalengi topein

Tope woh sarkari hogi

Ho shaan mein shaan mein chalengi topein

Tope woh sarkari hogi

Arrey dekhna ek din naam ki apne

Daak ticket jaari hogi

Daak ticket jaari hogi, hey..

Tu hi tu.. kalam bhi syaahi bhi hai tu

Harf bhi, likhaai bhi hai tu..

Tu hi hukum bhi tu haakim bhi tu

Meherbaan tu zaalim bhi tu

Maalik bhi mulaazim bhi hai tu

Sazaa bhi buraai bhi tu

Khoobi bhi buraai bhi tu

Khuda bhi Khudai bhi hai tu

Hey hey..

Sooraj ke saath jab aayenge

Khari khasta ban maska, ho!

Chanda ji ko bhi lagayenge

Cutting chai ka chaska

Aasmaan ki shelf se

Taare hum utaarenge

Banaa ke laalten unhe

Darwaaze pe taangenge

Hmm…

Aankhon pe khwaabon ke chashme chadha lo

Duniya chamatkaari hogi

Aankhon pe khwaabon ke chashme chadha lo

Duniya chamatkaari hogi

Arey dekhna ek din naam ki apne

Daak ticket jaari hogi

Rakh sar tera haath faqira

Raahon ka tu hi wazira

Karde pathar bhi heera ho..

(Daak ticket jaari hogi)

Chhu ke haathon ki laqeerein

Badli tune taqdeerein

Tu hai koi Peer faqira ho..

Daak ticket jaari hogi… hoy!

Explore this song