Star Casts: Barun Sobti, Shenaz Treasurywala
Music Label: Zee Music

Bhool Na Jaana Mujhe Lyrics



Artwork accompanying Bhool Na Jaana Mujhe Lyrics - Main Aur Mr. Riight || FArhan Saeed

Bhool na jaana, mujhe yaad na, mujhe
Bhool na jaana, mujhe yaad na, mujhe
Khwaabon mein mere, spane hai tere
Khwaabon mein mere, spane hai tere
Ab na jagaana mujhe, yaad na aana, haan…


Hoon beh raha, sailaab mein,
Tera bana bas khwaab mein
Hoon beh raha, sailaab mein,
Tera bana bas khwaab mein
Aati nahi, neendein magar,
Din hai mera bas raat mein
Aati nahi, neendein magar,
Din hai mera bas raat mein
Karke deewaana mujhe, yaad na aana, haan


Faila hai harsu soona andhera,
Tu hi tha ab kaun hai mera
Faila hai harsu soona andhera,
Tu hi tha ab kaun hai mera
Hai ilteja mere khuda, jaake use itna bata
Hai ilteja mere khuda, jaake use itna bata
Karke deewaana mujhe, yaad na aana, mujhe
Bhool na jaana mujhe, yaad na aana, haan

Explore this song

Song details