Song Title: Jigariyaa(Title Song)
Star Cast:  Hardshvardhan Deo, Cherry Mardia
Music Label:T-Series

Jigariya Title Song

Artwork accompanying Jigariyaa Title Song - Jigariyaa

Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya

Ho..

Jigariya, jale jigariya

Kaisi kaisi kahani likhi hai,
Aye khuda kaisi meri rawani hai

Aa..
Kaisi kaisi kahani likhi hai,
Aye khuda kaisi meri rawani hai
Panno panno pe kya ye likha hai
Na main jaanu na tu ye bataye
Kaisi kaisi ye kaisi saja hai, jale dil ka dariya

Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya

Dard hi dard dil ki ghataon mein,
Aansuon ki nami inn hawao mein

Dard hi dard dil ki ghataon mein,
Aansuon ki nami inn hawao mein
Halke halke se tu yaad aaye,
Haule haule se dil gungunaaye
Tu hi chahat jo tu  aa aaye,
jale dil ka dariya

Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Ho..
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Jigariya, jale jigariya
Jigariya, jale jigariya

Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye, jale dil ka dariya

Explore this song

Song details