Roman script
Aa… Mill jaao tum mill jaaye duniya Aur na kuch chaahun main Tu hi toh sab kuch mera Aur na kuch jaanu main Dil ki sadaa.. Sunle zara bekhabar Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan Arziyaan, arziyaan.. Sunle dil ki arziyaan (x4) Meri sab raahein hai tu Chaahe jo bhi main chunu Mere sang sang bas chale tu Jo bhi sapne main bunoo.. (x2) Pyaar tera hai bekhabar, besabar Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan Arziyaan, arziyan.. Sunle dil ki arziyaan (x4) Tera hi ab ho gaya main Hoke tumse roobaroo Main nahin hoon mere khud mein Tu hi tu hai chaar su.. (x2) (chaar su: chaaro disha) Dil ka mere tere bina na basar Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan Arziyaan, arziyaan.. Sun le dil ki arziyaan (x4) Mill jaao tum mill jaaye duniya Aur na kuchh chaahun main Tu hi tu sab kuch mera Aur na kuchh jaanu main Dil ki sadaa.. Sunle zaraa bekhabar Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan Arziyaan, arziyaan.. Sunle dil ki arziyaan (x4)
Song details
- Singer: Vikrant Bhartiya
- Singer: Aishwarya Majmudar
- Film / album: Jigariyaa
- Composer: Raj-Prakash
- Lyricist: Faraaz Ahmad
singer: Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar
cast: Harshvardhan Deo, Cherry Mardia
language: Hindi