Roman script
Jale hee Jale hee Jale Diye se jal rahi saari zindagi ooo.. Jale hee Jale hee Jale Diye se jal rahi saari zindagi ooo.. Nahi bujhey, bujhey nahi Hawaa se bujhey nahi saari zindagi oo.. Ek phoonk se miyaan Sab udd gayaa dhuaan Woh jo saans ki ek phaans thi Woh nikal gayi jo kharaash thi Ama seene ki wo khalish gayi Bekarariyan, beemaariyan gayiiin Ab toh aao Jaan meri So bhi jaaoo… Arey aao na Ke jaan gayi Jahaan gaya, so jaao Arey aao na Ke thak gayi hai zindagi, so jaao (x2) Naa shaam na savera Andhera hi andhera Naa shaam na savera Andhera hi andhera Hai roohon ka basera, so jaao! Hawaa thhe hawaa thhe hawaa Hawaa the hawaa huey Baaqi toh khalaa… (x2) Kabhi thhe to kabhi nahi Kabhi thhe kabhi nahi Baaqi toh khuda.. oo.. Yeh tha azal se tha Uske fazal se tha Bada kaam tha us zameen par Wo to likh diya jabeen par Jo guzar gayi, woh guzar gayi Bewajah yahaan Naa raho miyaan Chalo miyaan, sabr le lo Qabr le lo Ghar mein aao oooooo… Are aao na ke jaan gayi jahaan gaya so jaao Are aao na ke thak gayi hai zindagi so jaao Are aao na ke jaan gayi jahaan gaya so jaao Are aao na ke thak gayi hai zindagi so jaao..
Song details
- Singer: Vishal Dadlani
- Film / album: Haider
- Composer: Vishal Bhardwaj
- Lyricist: Gulzar
Song video
cast: Shahid Kapoor
language: Hindi
music label: Junglee Music