,

MAWALI QAWWALI LYRICS - Lekar Hum Deewana Dil | Raghav Mathur, Tanvi Shah

Song Title: Mawali Qawwali
Movie: Lekar Hum Deewana Dil (2014)
Singers: Raghav Mathur, Tanvi Shah
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Starring: Armaan Jain & Deeksha Seth
Music Label: Eros

Mawali Qawwali Lyrics















Mawali.. qawwali
Pittak* piya sajni bawali
Mawali.. qawwali
Pittak* piya sajni mawali

Chhappan chhuri, chhattees kadi
Ankhiyan teri, naxalwaadi
Hum bhi Majnu ke avatar hain
Tere jodi-dar hain
Dekh le, dekh le karke yaari
Teri hirni si raftaar hai
Maana dhauandhaar hai
Jaan le, jaan le gori
Hum bhi cheete hain shikari

Mawali.. hmm qawwali..
Tu phuljhadi.. aur main Diwali
Mawali.. hmm qawwali..
Makhmal badan, baatein rumaali

Ho...
Ho ho re chhamiya
Ho ho re chhamiya
Ho ho re chhamiya re
Cheer jigra, kyun julamiya ho...
Mawali.. hmm qawwali..
Pittak piya sajni bawali

Mawali qawali
Pittak piya sajni mawali
Mawali qawali
Pittak piya sajni mawali

Ho... Maiya maiya...
Ho... Maiya maiya... X4