Roman script
Hai katha sangram ki Vishwa ke kalyaan ki Dharm adharm aadi anant Satya asatya kalesh kalank Swaarth ki katha paramaarth ki Shakti hai, bhakti hai Janmo ki mukti hai Jeevan ka ye sampoorn saar hai Yug yug se kan kan mein Srishti ke darpan mein Vedo ki vyatha apaar hai Dharmon ki gaatha hai Devon ki bhaasha hai Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai Krishna ki mahima hai Geeta ki garima hai Grantho ka granth ye mahaan hai Mahabharat.. Mahabharat.. Mahabharat.. Mahabharat..
हिंदी में गीत
है कथा संग्राम की विश्व के कल्याण की धर्म अधर्म आदि अनंत सत्य असत्य कलेश कलंक स्वार्थ की कथा परमार्थ की शक्ति है, भक्ति है जन्मों की मुक्ति है जीवन का ये सम्पूर्ण सार है युग युग से कण कण में सृष्टि के दर्पण में वेदों की व्यथा अपार है धर्मों की गाथा है देवों की भाषा है सदियों के इतिहास का प्रमाण है कृष्णा की महिमा है गीता की गरिमा है ग्रंथो का ग्रंथ ये महान है महाभारत.. महाभारत.. महाभारत.. महाभारत..
Song details
- Singer: Ajay-Atul
- Singer: Chorus
- Film / album: Mahabharat (2013)
- Composer: Ajay-Atul
- Lyricist: Sanjay Wadnerkar
Song video
singer: Ajay-Atul, Chorus
cast: Saurabh Raj Jain, Shaheer Sheikh, Pooja Sharma, Aham Sharma, Aarav Chowdhary, Praneet Bhat, Arpit Ranka, Shafaq Naaz, Saurav Gurjar, Rohit Bhardwaj, Thakur Anoop Singh, Riya Deepsi