Roman script
Aaargh… Koshampa… (Koshampa meaning: Koshampa is the name given to the place where Kaanchi lives) Ishq mohabbat Koshampa Zameen pe jannat Koshampa Rui sa naram, Chai sa garam Ishq mohabbat Koshampa Tu meri jannat Koshampa Mitti ke makaano mein hai Dil ke dalano mein hai Mitti ke makaano mein hai Dil ke dalano mein hai Dhalti dhalano mein hai Koshampa Ram pa pa, Ram pa pa Ram pa pa pa ra ra… Bheegi bheegi waadiyaan hai, rooi si naram Taana-baana rishton ka chai sa garam Chhote chhote gharon pe hai rab ka karam Pyaar ki paneeri bona gaaon ka dharam Resham si dori mein Rishton ki boondi Chamke chamak si cham cham Tera mera rishta kya Aaje soche mil ke Jisme bandhe hain tum-hum Rishta roohani hai woh Chunri sadaani hai Rishta roohani hai woh Chunri sadaani hai Woh kehta kahaani hai woh Koshampa Rooh ki riyaasat Koshampa Dil ki hukumat, Koshampa Ishq mohabbat Koshampa Tu meri jannat Koshampa
Song details
- Singer: Aman Trikha
- Singer: Sanchita Bhattacharya
- Singer: Anweshaa
- Singer: Subhash Ghai
- Film / album: Kaanchi
- Composer: Ismail Darbar
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
singer: Aman Trikha, Sanchita Bhattacharya, Anweshaa, Subhash Ghai
cast: Mishti, Kartik Aaryan
language: Hindi
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Mukta Music