,

Lyrics of Solah Baras Ki Bali Umar Ko Salam - Sixteen

Singers: Shalmali Kholgade, Shivranjani Singh
Music Director: Gaurab Dagaonkar
Lyrics: Shivranjani Singh

"Solah baras ki sali umar ko Salam" is the song from upcoming Bollywood movie 'Sixteen'. The song is sung by 'Shalmali Kholgade' with 'Shivranjani Singh' while music is scored by 'Gaurab Dagaonkar'. The movie is Based on Life of Teens. The lyrics of the song are given below.

Solah baras kee.. Solah baras kee..
Solah baras ki baali umar ko salaam

Samay se pehley kayi jhameley
Bhole-bhaale man hue maile
Life tujhe joh denaa chaahe
Pehley aise hi too chheen ke lele
Kaam ka jo naa ho, karle ab too har woh kaam
Solah baras ki baali umar ko salaam
Hooo.. solah baras ki saali umar ko salaam

Chaskaa hai yeh jaisey charas kaa
Life mein high kee badhtee taras kaa
Umr khalee solah, phir bhi ye sholaa
Maan lo jaisey saala hai sau baras kaa
Naam rakh key daam pe banaale apnaa naam

Solah baras ki.. Hoo Salaam..
Solah baras ki sali umar ko salaam