Roman script

La la la la….

Aazmaa le… aaja tu saamne

Aazmaa le… aaja tu saamne

Dil parda-faash hai

Neeyat aiyyash hai

Na bann shareef tu, Babli badmaash hai

Babli badmash hai…

Na bann shareef tu, Babli badmaash hai

Aaja jalwon ke shaamiyane mein

Kya rakha hai zamaane mein (x2)

Tu behlata hai, dil ko baaton se

Husn ko chhule aaj haathon se

Dil lagaa le aaja tu saamne

Dil parda-faash hai, neeyat aiyyash hai

Na bann shareef tu, Babli badmaash hai

Pyaas jaagi hai kitni raaton se

Aa bujha le hum behke jazbaaton se (x2)

Na fursat ho saans lene ki

Bas khwahish ho pyaar dene ki

Dil jala le… aaja tu saamne

Dil parda-faash hai

Neeyat aiyyash hai

Na bann shareef tu, Babli badmaash hai

Babli badmash hai…

Na bann shareef tu, Babli badmaash hai

Explore this song