Roman script

Ho welcome to the Ishq Mohalla

Arey yahaan hai sab kuch khullam-khulla

Ho welcome to the Ishq Mohalla

Arey yahaan hai sab kuch khullam-khulla

Haaye ishqa ishqi cheda chaadi

Arey nazar ki gende dil ka balla

Ho dil ye shaani cheez hai

Sab ki khaatir crazy

Hindi bhashi sundari ya ma’ame angreji

Kar aar-paar ho ja taiyaar, aaya shikaar

Hum heart beaton ko roke

Dil ki dava hum hi dete hain

Nazaron se pehle qatl karte hain

Aur phir duaa bhi hum dete hain

Har haseena ke hum ishq mein choor hain

Dil ke matter mein thoda sa majboor hai

Kar aar-paar, ho ja taiyaar, aaya shikaar

Haaye! Piddi sa dil bada ziddi hai

Isne bateron ko lapeta hai

Unko kisko dil dena batla do

Apne paas sab ka biodata hai

Tera mera milan consider kar zara

Warna focus karu doosri par zara

Kar aar-paar, ho ja taiyaar, aaya shikaar

Hoye welcome to the Ishq Mohalla

Arey yahaan hai sab kuch khullam-khulla

Hoye ishqa ishqi chheda chhaadi

Arey nazar ki gende dil ka balla

Ho dil ye shaani cheez hai

Sab ki khaatir crazy

Hindi bhashi sundari ya ma’ame angreji

Kar aar-paar ho ja taiyaar, aaya shikaar

Explore this song