Roman script
Aam aadmi aam aadmi…… Aalo jaise bhare hue hain Jism ki khali boriyo’n mein Aam aadmi aam aadmi…… Jism ki khali boriyo’n mein Ye system pee jaata hai In cup mein kabhi katoriyo mnein Dekha hai kya lamba choda chhote kad ka aam aadmi Ho aam aadmi aam aadmi aam aam hai aam aadmin Ho aam aadmi aam aadmi…. Ram naam badnaam hai aam aadmi Aam aadmi Aam aadmi…… Jaaana yahaan or form kahin Topy kursi par or taeng kahin Jaaana yahaan or form kahin Topy kursi par or taeng kahin Iss desh ka yaeron kya kehna Neta kahin aur koum kahin Iss desh ka yaeron kya kehna Rehna ka kahin aur dhong kahin are gutli gutli ghoomta hai Ye gussa gaya hai ye aam aadmi Aam aadmi Aam aadmi…… bada aam hai aam aadmi Aam aadmi Aam aadmi…… Har shaqs ko yeh sarkar danda office office phenkta iss common men ko har officer Football bana kar khelta hai inch inch ghista rehata hai sadak pe chalta aam aadmi are Dekha hai kya lamba choda chhote kad ka aam aadmi Aam aadmi……
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Film / album: Chala Mussaddi... Office Office
- Composer: Sajid-Wajid
- Lyricist: Gulzar
Song video
language: Hindi
music label: Unisys Music