Roman script
Shreya: Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re naina Tujhse bura na koi Himesh: Naina re Tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re… Tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re… Shreya: Sab ki prem kahaniyan Dil ke bechainiyaan Tu hi shuru karwaaye Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re naina Tujhse bura na koi Rahat: Naina re Tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re… Himesh: Aansu banke chhalka jaaye Dil ka paimaana Ishq mein hai itne sadme Dil mein na jaana Shreya: Abb ik pal ke bhi dooriyan Mujhse sahi jaaye na Dard bhare tanhayiaan Mujhse sahi jaaye na Himesh: Naina re Tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re… Rahat: Toote Sapne bikhre armaan Kya hua haasil Bebasi ka chhaya aalam Kya kare ye dil Shreya: Kaate kate naa ratiyan Mushqil judai badi Yaad aaye beeti battiyaan Laage yun gum si ghadi Himesh: Naina re Tu hi bura tujhse bura naa koi Shreya: Khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye Naina re… Naina re…
Song details
- Singer: Himesh Reshammiya
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Film / album: Dangerous Ishhq
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer Anjaan
singer: Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal, Rahat Fateh Ali Khan
cast: Karisma Kapoor, Rajneesh Duggal
language: Hindi
production: Vikram Bhatt