Roman script

Yun tera muskurana

Aur aake chale jaana

Yun tera muskurana aur aake chale jaana

Kismat ka hai khul jaana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko (x2 times)

Re ga ra re….. ♩ ♪ ♫ ♬

Tujhse mila toh jaagi duaayein

Aur nazaro ne sajda kiya

Jannat zameen par aayi utar ke

Khushiyon ne jaise chun sa liya (x2 times)

Har manzar dilnasheen hai

Tu hi tu har kahin hai

Oh.. teri ye rajayein toh hai qatilana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Tere bina tanha tha hardam

Hothon pe hardam thi tishnagi

Maqsad nahi tha, sapne nahi thay

Thi zindagi mein aawargi

Tu mera rehnuma hai

Manzil hai raasta hai

O mere liye tu toh jaise

Rab ka hai nazrana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Yun tera muskurana aur aake chale jaana

Yun tera muskurana aur aake chale jaana

Kismat ka hai khul jaana

Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua

Pehli hi baar hua iss dil ko

Naa toh inkaar hua

Naa hi iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

Explore this song