Roman script
From London to Paris Paris to New York Dhoondha tumhe maine Abb khona nahi Main kho bhi jaaun Gum ho bhi jaaun Inn khoyi hui raahon mein Tumhi ko paaun Hoo oo Ye Jaadu saa kya hai Main jaanu naa Ye Kaisa nasha hai Pehchaanu naa Ye Zindagi ke pal kitne Halke halke halke hain Rang saare chhalke yahaan hai Ye Chhoti chhoti khushiyan Aur jaagi jaagi akhiyan hai Zindagi mein tum ho yaa Tum mein zindagi hai bolo Tthu..Tthu..Tthu..tthururu… From Sunday to Saturday We live in a new way Mere tto raat aur din tere liye Ho ho yeah.. Tum Mera junoon ho Dil sukoon ho tum Dhoonda tumhe maine bas mere liye Tthu..Tthu..Tthu..tthururu… [Yeah heah…] You make me feel how I just can’t say Ho ho ho… Abb jo bhi ho so ho, it’s Okay…yeah.. Ye Zindagi ke pal kitne Halke halke halke hain Rang saare chhalke yahaan hai Ye Chhoti chhoti khushiyan Aur jaagi jaagi akhiyan hai Zindagi mein tum ho yaa Tum mein zindagi hai bolo Tthu..Tthu..Tthu..tthururu…
Song details
- Singer: Ali Zafar
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: London Paris New York
- Composer: Ali Zafar
- Lyricist: Ali Zafar
Song video
singer: Ali Zafar, Sunidhi Chauhan
cast: Ali Zafar, Aditi Rao Hydari
language: Hindi
music label: Sony Music India