Roman script
Ya ya ya….. Ya ya ya ye hm….. Ya ya ya ye hm….. (Ya ya ya….) O ya ye ( O Ya ye…..) Ya ya ya ya….. (Ya ya ya…..) O o o .. (O o o ..) O o o o.. (O o o o..) Jo bhi main kehna chahoon Barbaad kare alfaaz mere Alfaaz mere O ya ye….. Ya ya ya ye hm….. O o o….. Jh jh…♪ ♫..Jh jh…♪ ♫ Kabhi mujhe lage ki jaise Saara hi ye jahaan hai jaadu Jo hai bhi aur nahi bhi hai ye Fiza, Ghata, Hawa, Baharein Mujhe kare ishaare ye Kaise kahoon Kahani main innki Jo bhi main kehna chahoon Barbaad kare alfaaz mere Alfaaz mere O ya ye O ya ya ya (ya ya ya) O ya ya ya (ya ya ya) Maine yeh bhi socha hai aksar Tu bhi main bhi sabhi hai sheeshe Khudhi ko hum sabhi mein dekhein Nahin hoon main hoon main toh phir bhi Sahi galat, tumhara main Mujhe paana, paana hai khud ko Jo bhi main kehna chahoon Barbaad kare alfaaz mere Alfaaz mere Ya ya yea yea Oo yea yea…. oo oo …
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Film / album: Rockstar
- Composer: AR Rahman
- Lyricist: Irshad Kamil
cast: Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri, Shammi Kapoor
language: Hindi