Roman script

Hausla buland aur sarphira junoon hai

Aag rago mein seene mein kholata ye khoon hai

Hum darenge tujhse ye khayal chhod de

Iss zameen pe utregu nigaah mod le

Mar mitenge, sar katenge, aaj to yahaan

Elaan yeh hamaara jaan le

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Naa tutegi tumse kabhi hum woh deewar hain

Hum se baaji maarne ki koshishein bekaar hain

Hum ne toh kisi se bhi na seekha haarna

HUm toh jaane sher ki bhi khaal utaarna

Hamare raaste se tu bhul ke naa guzar

Baat ye hamari maan le…….

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Hoye hoye…..

chak de…

Hamari saansein jud chuki hai ab to iss zameen se

shaq nahi hai koi kehte hain hum ye yaqeen se

haq hamara chheen ne ki tu na kar khata

zor kitna baajuo me denge hum bata

tik na sakega tu hamare samne

hum to aaj aaye thaan ke

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Hausla buland aur sarphira junoon hai

Aag rago mein seene mein kholata ye khoon hai

Hum darenge tujhse ye khayal chhod de

Iss zameen pe utregu nigaah mod le

Mar mitenge, sar katenge, aaj to yahaan

Elaan yeh hamaara jaan le

Aaj thap denge khatm tera hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Aaj thap denge khatm hoga bairiya

Aaj tod denge lath teri hoga bairiya

Explore this song